Archive for the ‘Dharkan’ Category

Abb Umar Ho Gayi Hai Dil Ki Kitab Main

Friday, December 28th, 2007

Abb Umar Ho Gayi Hai Dil Ki Kitab Main

Kuch Khusk Paton K Siwa Kuch Nahi Raha

Jazbe Tamam Kho Gaye Lamhon Ki Dhool Main

Abb Dil Main Dharkano K Siwa Kuch Nahi Raha

Hum Pe Bhi Wo Waqt Aya Tha

Friday, December 28th, 2007

Hum Pe Bhi Wo Waqt Aya Tha

Kisi Ko Aankhon Me Basaya Tha

Usi Ne Lut Liya Mera Jahaan

Jise Dil Ki Dhadkan Banaya Tha

Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi

Friday, December 28th, 2007

Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi

Mere Khawabo Ko Mehka Gaya Koi

Hum To Anjane Rasto Pe Chal Rahe The

Achanak Hi Pyar Ka Matlab Sikha Gaya Koi